Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeDuniya (1984)
HomeDuniya (1984)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aaaa kehne wale kehne wale kahen maya jaal hai ae brother zara jamke bajao achchha mangata hai anglo indian type kehne wale kehne wale kahen maya jaal hai phir bhi duniya bahut hi kamaal hai kehne wale kahen maya jaal hai phir bhi duniya bahut hi kamaal hai kamaal hai kehne wale oo kehne wale kahen maya jaal hai phir bhi duniya bahut hi kamaal hai paise walon ki pyaari yeh duniya hai amiron ki saari yeh duniya bhagwan unka bhala kare hey paise walon ki pyaari yeh duniya hai amiron ki saari yeh duniya jeb khanke toh duniya hasin hai warna hai ghum ki maari yeh duniya dekh lo tum a ha dekh lo tum hamaara jo haal hai phir bhi duniya bahut hi kamaal hai kamaal hai kehne wale oo kehne wale kahen maya jaal hai phir bhi duniya bahut hi kamaal hai jab hanso toh rulaati hai duniya jaan kitni jalaati hai duniya ha ha ha hun ha ha haa jab hanso toh rulaati hai duniya jaan kitni jalaati hai duniya peene waale ko badnaam kar de aur khud hi pilati hai duniya kabhi seedhi ay haay
gehre halke halke gehre chhaye shaam ke saaye dheere dheere haule haule dil ki dhadkan gaaye tum ho main hoon aur tanhaaiyan tann mein jaagi hain angdaaiyan gehre halke halke gehre chhaye shaam ke saaye dheere dheere haule haule dil ki dhadkan gaaye tum ho main hoon aur tanhaaiyan tann mein jaagi hain angdaaiyan mausam ki ye kya nayi reet hai mausam ki ye kya nayi reet hai thandi hawaon mein sangeet hai purvaa san san gunje ban ban koyal shor machaye tum ho main hoon aur tanhaaiyan dheemi dheemi hai shehnaaiyan palkon pe jaise ghata chhaa gayi palkon pe jaise ghata chhaa gayi baahon ke ghere mein main aa gayi barkha jhar jhar barse jhar jhar mann mein aag lagaaye tum ho main hoon aur tanhaaiyan bheegi bheegi hain parchhaaiyan rangeen dil ke fasaane huye rangeen dil ke fasaane huye hum tum to jaise deewane huye mehki mehki behki behki rutt ne hosh udhaye tum ho main hoon aur tanhaaiyan gulshan gulshan hain ruswaaiyan gehre halke halke gehre chhaye shaam ke saaye
haan jhoomti raat jawaan jagmagaata ye jahaan jhoomti raat jawaan jagmagaata ye jahaan do ghadi ka hai sama koi nahin jaane yahaan jhoomti raat jawaan jagmagaata ye jahaan do ghadi ka hai sama koi nahin jaane yahaan haath mein saaz liye dil mein ek raaz liye hum chale aaj kahaan koi nahin jaane yahaan haan jhoomti raat jawaan jagmagaata ye jahaan do ghadi ka hai sama koi nahin jaane yahaan jhoomti raat jawaan jagmagaata ye jahaan hey hey hey hey hey hey hey phir na aayegi ye wo raat hai samjhe na koi aisi baat hai phir na aayegi ye wo raat hai samjhe na koi aisi baat hai kehne waala to kahe log anjaane rahe ye isharon ki zabaan koi nahin jaane yahaan jhoomti raat jawaan jagmagaata ye jahaan do ghadi ka hai sama koi nahin jaane yahaan jhoomti raat jawaan jagmagaata ye jahaan teri aarzoo meri aarzoo tere dil mein main mere dil mein tu teri aarzoo meri aarzoo tere dil mein main mere dil mein tu ho bas yahi baat chale din chale raat chale kiske hai ye dilojaan koi
phirte hain kabse dar ba dar ab iss nagar ab uss nagar ik dusare ke humsafar main aur meri aawaargi naa aashnaa har rehguzar naa meharbaan sabki nazar jaayen to ab jaayen kidhar main aur meri aawaargi phirte hain kabse dar ba dar ab iss nagar ab uss nagar ik din mili ik mehjabeen tann bhi haseen jaan bhi haseen dil ne kahaa hum se wahin khaabon ki hai manzil yahin khaabon ki hai manzil yahin phir yun huaa wo kho gayi to mujhko zid si ho gayi laayenge uss ko dhundh kar main aur meri aawaargi phirte hain kabse dar ba dar ab iss nagar ab uss nagar ye dil hi tha jo seh gayaa wo baat aisi keh gayaa kehne ko phir kya reh gayaa ashqon kaa dariyaa beh gayaa ashqon kaa dariyaa beh gayaa jab keh ke wo dilbar gayaa tere liye main marr gayaa rote hain uss ko raat bhar main aur meri aawaargi phirte hain kabse dar ba dar ab iss nagar ab uss nagar hum bhi kabhi aabaad the aise kahaan barbaad the befikr the aazaad the masroor the dil shaad the masroor the dil shaad the wo chaal
teri meri zindagi pyaar bhari zindagi koi ghum paayen hum ye khushi ho na kam teri meri zindagi pyaar bhari zindagi koi ghum paayen hum ye khushi ho na kam teri meri zindagi aye humsafar kal ko agar dushwar ho apni rahen aye humsafar kal ko agar dushwar ho apni rahen hain saath agar phir kya hai dar bahon ki to hain panahen toofan tal jayenge mausam badal jayenge koi ghum paayen hum ye khushi ho na kam teri meri zindagi aangan mein wo phool khila jo phoolon se bhi hai pyara aangan mein wo phool khila jo phoolon se bhi hai pyara anchal ko wo tara mila jo taaron se bhi hai nyara khwabon ki taabeer hai dono ki tasveer hai koi ghum paayen hum ye khushi ho na kam teri meri zindagi pyaar bhari zindagi koi ghum paayen hum ye khushi ho na kam teri meri zindagi
hooo hooooooo hooo hooooooo lala lala lala la la laaaa tu chaand nagar ki sehzaadi main iss dharti kaa banjaara tu chaand nagar ki sehzaadi main iss dharti kaa banjaara tu mehlon mein rehne waali main galiyon galiyon aawaara tu chaand nagar ki sehzaadi main iss dharti kaa banjaara tu mehlon mein rehne waali main galiyon galiyon aawaara main ik hawaa kaa jhonka tu phool hai itna tujhko chaahun fizul hai main aaj yahaan aur kal hoon wahaan tujhe apna gulshan hi pyaara tu mehlon mein rehne waali main galiyon galiyon aawaara tera mera do pal kaa saath hai sach hai ye sab kismat ki baat hai are dil mein yahaan tu hai mehmaan main beghar bedarr bechaara tu mehlon mein rehne waali main galiyon galiyon aawaara lab naa hile to aankhon se kaam le jaane waali mera salaam le mere pichhale janam ke bhale the karam to mil jaaunga dobaara tu mehlon mein rehne waali main galiyon galiyon aawaara tu chaand nagar ki sehzaadi main iss dharti kaa banjaara tu mehlon mein rehne waali
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Duniya Bahut Hi Kamaal Hai Duniya (1984) 05:06 38221
 
Poster of Duniya (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor
Duration : 05:06   Song Number : 38221   

Gehre Halke Halke Gehre Duniya (1984) 05:15 18228
 
Poster of Duniya (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Zaved Akhtar
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor, Amrita Singh
Duration : 05:15   Song Number : 18228   

Jhoomti Raat Jawaan Do Ghadi Ka Hai Sama Duniya (1984) 05:02 38222
 
Poster of Duniya (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Dilip Kumar, Rishi Kapoor, Amrita Singh
Duration : 05:02   Song Number : 38222   

Main Aur Meri Awargi Duniya (1984) 05:42 18150
 
Poster of Duniya (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Zaved Akhtar
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor
Duration : 05:42   Song Number : 18150   

Teri Meri Zindagi Duniya (1984) 04:24 36050
 
Poster of Duniya (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Zaved Akhtar
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Dilip Kumar, Saira Banu
Duration : 04:24   Song Number : 36050   

Tu Chaand Nagar Ki Shehzaadi Duniya (1984) 04:05 18305
 
Poster of Duniya (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Zaved Akhtar
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor
Duration : 04:05   Song Number : 18305